Published On: Mon, Jul 4th, 2011

مسٹراے حق آپ صحافی ہیں یا چور

اب آپ سے قانونی چارہ جو ئی کے علاوہ ہرجانہ بھی وصول کیاجائیگا

 

Displaying 8 Comments
Have Your Say
  1. mian akbar says:

    dear editor
    excellent , aap ya jehaf jari rakhian. Uk ka bihat sa loog aap ka saath haian.
    Mian Akabar Bredford UK

  2. Nadia says:

    is terha k logon ko aise he sabaq milna chaiye, they are polluting the whole journalism with their short cuts. m wondering how ppl do that..

  3. ali says:

    who is a haq? is he journalist?
    i don,t ever see his newspaper or any story in uk.
    ali
    London

  4. akmal says:

    dear ya jehad jari rakhian. uk ke pakistani community aap ka saath hay. aap ko ya bhe bata doon ka A Haq Musliman nahee bulka ahmadi hay aur usa jamat e Ahmadia sa funds bhe milta haian.
    Akmal London

  5. asghar says:

    dear good effort to expose the corrupt journalist.

  6. Bulbul says:

    Bhot afsos ka mukam hai .hak sahib .name ap ka hak .or ap fact ke news pr daka dal rhay ho .hak ji bhot ho gia .achay bechay esa nhe krtay .buri baat .vesai hak ji ap ko yai hak dia kis nay .kai ap dosro ke mhnt sai khud ko nwaz kr haq nawaz bnay phirtay hai

  7. sara says:

    ye story to pakistan k top news papers main b publish hoe the bas farq ye tha k fact ne ise leading news k tor pe lagaya or baqi ews papers e normal news…. phr pata kese lage ga k asal main ye kis ki hai???? jang main umar chema k nam se ye news lage the jo investigative sahafat main bohat mashhoor hain, or un ko is juram main mara b gea or un ke monchen or sar k bal b cut kar deyh gae ..ye waqia b bohat mashoor hoa tha… to kea fact ne un ki news chori ke the???? i m confused …. plz wazahat karen ye kea ho raha hai???? asal bat kea hai

  8. ali says:

    dear sara.
    aap na kon se story put comment kia hay? pata he nahee. ya to ad hay. aap ko agar pata ho to bata data hoon ka akhbarat aur sites ko buhat se khabrian news agencies bhe date haian ab ya akhbar ke policy hay ka wo isa kis tarah publish kurta hay. some time koi reporter kisi news ko izafa ka saath followup ke tarah bhe publish kur data haian. is ma itna confuse hona ke zrorat nahee hay. afsoos is baat ka ka aap na ad ko story smugh kur comment kur deya.
    Ali

Leave a comment